SEARCH RESULTS
Showing search results for "اندھیروں"
Sher MATCHES FOR "اندھیروں"
Sher
in a.ndhero.n se pare is shab-e-Gam se aage
ik na.ii sub.h bhii hai shaam-e-alam se aage
Ishrat Qadri
Sher
supurd kar ke use chaa.ndnii ke haatho.n me.n
mai.n apne ghar ke a.ndhero.n ko lauT aa.uu.ngii
Parveen Shakir
Sher
hamaaraa daur a.ndhero.n kaa daur hai lekin
hamaare daur kii muTThii me.n aaftaab bhii hai
Kanval Ziai
Sher
tauqiir a.ndhero.n kii ba.Dhaa dii ga.ii shaayad
ik sham.a jo raushan thii bujhaa dii ga.ii shaayad
Ehteram Islam
Sher
zamiin kii kokh hii zaKHmii nahii.n andhero.n se
hai aasmaa.n ke bhii siine pe aaftaab kaa zaKHm
Ibn-e-Safi
Sher
Anees Ansari
Sher
zindagii ik imtihaa.n hai imtihaa.n kaa Dar nahii.n
ham a.ndhero.n se guzar kar raushnii kahlaa.e.nge
Sardar Anjum
Sher
aaKHirii vaqt talak saath andhero.n ne diyaa
raas aate nahii.n duniyaa ke ujaale mujh ko
Danish Aligarhi
Sher
sub.h-e-raushan ko a.ndhero.n se bharii shaam na de
dil ke rishte ko mirii jaan ko.ii naam na de
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
Bharat Bhushan Pant
Sher
Qabil Ajmeri
Sher
Khushbir Singh Shaad
Sher
mai.n aap apne andhero.n me.n baiTh jaataa huu.n
phir is ke baad ko.ii shai chamaktii rahtii hai