SEARCH RESULTS
Showing search results for "باغبانی"
Sher MATCHES FOR "باغبانی"
Sher
baaGbaa.n ne aag dii jab aashiyaane ko mire
jin pe takiya thaa vahii patte havaa dene lage
Saqib Lakhnavi
Sher
bulbul ko baaGbaa.n se na sayyaad se gila
qismat me.n qaid likkhii thii fasl-e-bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Sher
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Sher
chaman ko aag lagaave hai baaGbaa.n har roz
nayaa banaa.uu.n huu.n mai.n apnaa aashiyaa.n har roz
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Unknown
Sher
yuu.n dikhaataa hai aa.nkhe.n hame.n baaGbaa.n
jaise gulshan pe kuchh haq hamaaraa nahii.n
Fana Nizami Kanpuri
Sher
Saqib Lakhnavi
Sher
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa
Chakbast Braj Narayan
Sher
aamad aamad hai KHizaa.n kii jaane vaalii hai bahaar
rote hai.n gulzaar ke dar baaGbaa.n khole hu.e
Taashshuq Lakhnavi
Sher
Saghar Nizami
Sher
sab havaa.e.n le gayaa mere samundar kii ko.ii
aur mujh ko ik kashtii baadbaanii de gayaa
Unknown
Sher
bha.nvar se ye jo mujhe baadbaan khii.nchtaa hai
zaruur ko.ii havaa.o.n ke kaan khii.nchtaa hai
Azhar Faragh
Sher
KHaar hai.n ham jo nazar me.n to chale jaate hai.n
baaGbaa.n tujh ko mubaarak rahe gulshan teraa
Jaleel Manikpuri
Sher
chaman KHaraab kiyaa, ho KHizaa.n kaa KHaana-KHaraab
na gul rahaa hai na bulbul hai baaGbaa.n tanhaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
ham apne baaG ke phuulo.n ko noch Daalte hai.n
jab iKHtilaaf ko.ii baaGbaa.n se hotaa hai
Asim Wasti
Sher
baaGbaa.n kaam hame.n kyaa hai vo uj.De ki rahe
jab hamii.n baaG se nikle to nasheman kaisaa