SEARCH RESULTS
Showing search results for "بستا"
Sher MATCHES FOR "بستا"
Sher
Siraj Faisal Khan
Sher
na jaane kaun saa aaseb dil me.n bastaa hai
ki jo bhii Thahraa vo aaKHir makaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Sher
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Sher
Allama Iqbal
Sher
Ahmad Faraz
Sher
saamne aa.nkho.n ke phir yaKH-basta manzar aa.egaa
dhuup jam jaa.egii aa.ngan me.n december aa.egaa
Sultan Akhtar
Sher
ka.aba-o-dair me.n ab Dhuu.nD rahii hai duniyaa
jo dil-o-jaan me.n bastaa thaa KHudaa aur hii thaa
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
yaKH-basta shab guzaar kabhii tuu bhii hijr me.n
merii tarah kisii se mavaddat tujhe bhii ho
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
ek dil hai ki uja.D jaa.e to bastaa hii nahii.n
ek but-KHaana hai uj.De to haram hotaa hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Sher
Anjum Tarazi
Sher
Saleem Ahmed
Sher
zamaane ke darbaar me.n dast-basta hu.aa hai
ye dil us pe maa.il magar rafta rafta hu.aa hai
Khalid Iqbal Yasir
Sher
ye to sochaa hii na thaa yaKH-basta lamho.n kaa sukuut
ek din TuuTegaa aur sang-e-sadaa ho jaa.egaa
Moid Rasheedi
Sher
yaKH-basta ho chukii hai.n umiido.n kii bastiyaa.n
in me.n tire badan kii haraarat kahaa.n se laa.e.n
Tabish Hamdoon Usmani
Sher
Azhar Bakhsh Azhar
Sher
ye kise zanjiir-basta kar ke laa.ii hai hayaat
qaid-KHaana ho rahaa hai kyo.n munavvar dekhnaa
Wafa Naqvi
Sher
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa