SEARCH RESULTS
Showing search results for "بل"
Sher MATCHES FOR "بل"
Sher
shah-zor apne zor me.n girtaa hai misl-e-barq
vo tifl kyaa giregaa jo ghuTno.n ke bal chale
Mirza Azeem Beg 'Azeem'
Sher
ham aah bhii karte hai.n to ho jaate hai.n badnaam
vo qatl bhii karte hai.n to charchaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Sher
us naqsh-e-paa ke sajde ne kyaa kyaa kiyaa zaliil
mai.n kuucha-e-raqiib me.n bhii sar ke bal gayaa
Momin Khan Momin
Sher
allaah-re us gul kii kalaa.ii kii nazaakat
bal khaa ga.ii jab bojh pa.Daa ra.ng-e-hinaa kaa
Ameer Minai
Sher
auro.n ke bal pe bal na kar itnaa na chal nikal
bal hai to bal ke bal pe tuu kuchh apne bal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Sher
Nida Fazli
Sher
Mahboob Khizan
Sher
apne maathe kii shikan tum se miTaa.ii na ga.ii
apnii taqdiir ke bal ham se nikaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Sher
Shahzad Ahmad
Sher
juutaa nayaa pahan ke vo panjo.n ke bal chale
kap.De badal ke jaame se baahar nikal chale
Imdad Ali Bahr
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
dil us kii taar-e-zulf ke bal me.n ulajh gayaa
suljhegaa kis tarah se ye bistaar hai Gazab
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Shah Naseer
Sher
Imdad Ali Bahr
Sher
de rahe hai.n is liye jangal me.n dharnaa jaanvar
ek chuuhe ko rihaa.ish ke liye bil chaahiye
Aziz Faisal
Sher
vo bhalaa pech nikaale.nge mirii qismat ke
apne baalo.n ke to bal un se nikaale na ga.e
Jaleel Manikpuri
Sher
dil me.n mirii vahshat ne par jitne nikaale the
mai.n ne unhe.n bal de kar zanjiir banaa.ii hai
Mehr Zarreen
Sher
pasand aate nahii.n siidhe-saadhe log use
vo apne maathe pe bil Daalne pe rahtaa hai
Afzaal Naveed
Sher
dil ulajhtaa rahaa taa-sub.h hamaaraa shab ko
pa.D gayaa us ke jo phuulo.n ke zaraa haar me.n bal