SEARCH RESULTS
Showing search results for "تاباںؔ"
Sher MATCHES FOR "تاباںؔ"
Sher
dekh qaasid ko mire yaar ne puuchhaa 'taabaa.n'
kyaa mire hijr me.n jiitaa hai vo Gamnaak hanuuz
Taban Abdul Hai
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
mai.n ne kab da.avaa-e-ilhaam kiyaa hai 'taabaa.n'
likh diyaa kartaa huu.n jo dil pe guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Sher
ba.De ba.Do.n ke qadam Dagmagaa ga.e 'taabaa.n'
rah-e-hayaat me.n aise maqaam bhii aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Sher
tuu us nigaah se pii vaqt-e-mai-kashii 'taabaa.n'
kii jis nigaah pe qurbaan paarsaa.ii ho
Anwar Taban
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
Taban Abdul Hai
Sher
yahaa.n yaar aur bardaar ko.ii nahii.n kisii kaa
duniyaa ke biich 'taabaa.n' ham kis se dil lagaave.n