SEARCH RESULTS
Showing search results for "ثمرا"
Sher MATCHES FOR "ثمرا"
Sher
shadiid dhuup me.n saare daraKHt suukh ga.e
bas ik du.aa kaa shajar thaa jo be-samar na hu.aa
Aleena Itrat
Sher
Sarvat Husain
Sher
merii saarii zindagii ko be-samar us ne kiyaa
umr merii thii magar us ko basar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Sher
be-samar pe.Do.n ko chuume.nge sabaa ke sabz lab
dekh lenaa ye KHizaa.n be-dast-o-paa rah jaa.egii
Amjad Islam Amjad
Sher
gul phe.nke hai auro.n kii taraf balki samar bhii
ai KHaana-bar-andaaz-e-chaman kuchh to idhar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Sher
shadiid dhuup me.n saare daraKHt suukh ga.e
bas ik du.aa kaa shajar thaa jo be-samar na hu.aa
Aleena Itrat
Sher
puuchho na kuchh sabab mire haal-e-tabaah kaa
ulfat kaa ye samar hai natiija hai chaah kaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
isii kha.nDar me.n mire KHvaab kii galii bhii thii
galii me.n pe.D bhii thaa pe.D par samar bhii thaa
Yusuf Hasan
Sher
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa
Chakbast Braj Narayan
Sher
KHud par haraam samjhaa samar ke husuul ko
jab tak shajar ko chhaa.nv ke qaabil nahii.n kiyaa
Azhar Faragh
Sher
lete hai.n samar shaaKH-e-samarvar ko jhukaa kar
jhukte hai.n saKHii vaqt-e-karam aur ziyaada
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
phaldaar daraKHto.n ne rijhaayaa to mujhe bhii
aazaad parindo.n ke liye shaaKH-o-samar kyaa
Badr Wasti
Sher
sitamgar jab ko.ii taaza sitam iijaad karte hai.n
to bahr-imtihaa.n pahle hamii.n ko yaad karte hai.n