SEARCH RESULTS
Showing search results for "جانو"
Sher MATCHES FOR "جانو"
Sher
ujaale apnii yaado.n ke hamaare saath rahne do
na jaane kis galii me.n zindagii kii shaam ho jaa.e
Bashir Badr
Sher
Saghar Azmi
Sher
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Sher
mat sahl hame.n jaano phirtaa hai falak barso.n
tab KHaak ke parde se insaan nikalte hai.n
Meer Taqi Meer
Sher
tum jaano tum ko Gair se jo rasm-o-raah ho
mujh ko bhii puuchhte raho to kyaa gunaah ho
Mirza Ghalib
Sher
Qateel Shifai
Sher
Aal-e-Raza Raza
Sher
Adeel Zaidi
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
muu.e ne mu.nh kii khaa.ii phir bhii ye zor zorii
ye reKHtii hai bhaa.ii tum reKHta to jaano
Shamim Qasmi
Sher
tum ko chaahe.n bhii aur Gair ke saath bhii dekhe.n
tum kyaa jaano ishq kii kyaa kyaa laachaarii hai
Rizwana Bano Iqra
Sher
gar kisii Gair ko farmaa.oge tab jaanoge
ve hamii.n hai.n ki bajaa laave.n jo irshaad karo
Meer Mohammadi Bedar
Sher
Anees Ansari
Sher
chup jo rahte hai.n to ye baat Ganiimat jaano
varna ham log bhii ik hashr uThaa sakte hai.n
Masood Tanha
Sher
ham yahaa.n kaaTne aa.e hai.n shab-e-furqat-e-yaar
ham zaraa bhii hai.n agar KHush to Ganiimat jaano
Bhaskar Shukla
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
mai.n akelaa hii chalaa thaa jaanib-e-manzil magar
log saath aate ga.e aur kaarvaa.n bantaa gayaa