SEARCH RESULTS
Showing search results for "جبر"
Sher MATCHES FOR "جبر"
Sher
ye jabr bhii dekhaa hai taariiKH kii nazro.n ne
lamho.n ne KHataa kii thii sadiyo.n ne sazaa paa.ii
Muzaffar Razmi
Sher
mujhe pasand nahii.n aise kaarobaar me.n huu.n
ye jabr hai ki mai.n KHud apne iKHtiyaar me.n huu.n
Adil Mansuri
Sher
zindagii jabr-e-musalsal kii tarah kaaTii hai
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Sher
zindagii jabr hai aur jabr ke aasaar nahii.n
haa.e is qaid ko zanjiir bhii darkaar nahii.n
Fani Badayuni
Sher
tum bhii karoge jabr shab o roz is qadar
ham bhii kare.nge sabr magar iKHtiyaar tak
Mela Ram Wafa
Sher
Muneer Niyazi
Sher
hayaat aaj bhii kaniiz hai huzuur-e-jabr me.n
jo zindagii ko jiit le vo zindagii kaa mard hai
Bashir Badr
Sher
parvaane aa hii jaa.e.nge khi.nch kar ba-jabr-e-ishq
mahfil me.n sirf sham.a jalaane kii der hai
Mahirul Qadri
Sher
Noon Meem Danish
Sher
Josh Malsiani
Sher
do chaar baras jitne bhii hai.n jabr hii sah le.n
is umr me.n ab ham se baGaavat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Sher
'aziiz' mu.nh se vo apne naqaab to ulTe.n
kare.nge jabr agar dil pe iKHtiyaar rahaa
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Sher
Akbar Haideri Kashmiri
Sher
ab is ke baad kuchh bhii nahii.n iKHtiyaar me.n
vo jabr thaa ki KHud ko KHudaa kar chuke hai.n ham
Salim Saleem
Sher
Arshad Abdul Hamid
Sher
ye kis kii pyaas ke chhii.nTe pa.De hai.n paanii par
ye kaun jabr kaa qissa tamaam kar aayaa
Tariq Qamar
Sher
ham us ke jabr kaa qissa tamaam chaahte hai.n
aur us kii teG hamaaraa zavaal chaahtii hai