SEARCH RESULTS
Showing search results for "جھڑی"
Sher MATCHES FOR "جھڑی"
Sher
Anwar Shuoor
Sher
Saail Dehlvi
Sher
ik pal me.n jha.Dii abr-e-tunak-maaya kii sheKHii
dekhaa jo miraa diida-e-pur-aab na Thahraa
Shah Naseer
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Sher
Ada Jafarey
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
mausam-e-zard me.n ek dil ko bachaa.uu.n kaise
aisii rut me.n to ghane pe.D bhii jha.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
jak.Dii hu.ii hai in me.n mirii saarii kaa.enaat
go dekhne me.n narm hai terii kalaa.iyaa.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
gardan jhukii hu.ii hai uThaate nahii.n hai.n sar
Dar hai unhe.n nigaah la.Degii nigaah se
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Sher
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Sher
saa.ns letaa huu.n ki pat-jha.D sii lagii hai mujh me.n
vaqt se TuuT rahe hai.n mire bandhan jaise
Muzaffar Warsi
Sher
maza to ishq kaa tab hai ki ek pal ko sahii
jhukii nazar vo uThaa de.n aur mai.n salaam karuu.n
Tauqeer Ahmad
Sher
nigah uThii to zamaane ke saamne tiraa ruup
palak jhukii to mire dil ke ruu-ba-ruu tiraa Gam
Majeed Amjad
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
ga.e the milne ko shaayad jhi.Dak diyaa us ne
miyaa.n 'naziir' to kuchh sharmsaar aate hai.n
Nazeer Akbarabadi
Sher
sunaa hai phuul jha.De the jahaa.n tire lab se
vahaa.n bahaar utartii hai roz shaam ke saath