SEARCH RESULTS
Showing search results for "حال_ابتر"
Sher MATCHES FOR "حال_ابتر"
Sher
kuchh a.ndhere hai.n abhii raah me.n haa.il 'aKHtar'
apnii manzil pe nazar aa.egaa insaa.n ik roz
Akhtar Ansari Akbarabadi
Sher
mire aziiz hii mujh ko samajh na paa.e kabhii
mai.n apnaa haal kisii ajnabii se kyaa kahtaa
Ehtisham Akhtar
Sher
Akhtar Imam Rizvi
Sher
Hari Chand Akhtar
Sher
Akhtar Ansari
Sher
sunaa kis ne haal meraa ki juu.n abr vo na royaa
rakhe hai magar ye qissa asar-e-du.aa-e-baaraa.n
Bandar ibn-e-Raqim
Sher
Akhtar Shirani
Sher
tuu ne ek umr ke baa'd puuchhaa hai haal-e-dil
vahii dard-o-Gam vahii hasrate.n mire saath hai.n
Akhtar Shumar
Sher
vo ta'alluq hai tire Gam se ki allaah allaah
ham ko haasil ho KHushii bhii to gavaaraa na kare.n
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Sher
ham itne pareshaa.n the ki haal-e-dil-e-sozaa.n
un ko bhii sunaayaa ki jo Gam-KHvaar nahii.n the
Razi Akhtar Shauq
Sher
Azm Shakri
Sher
fatvaa diyaa hai muftii-e-abr-e-bahaar ne
tauba kaa KHuun baada-kasho.n ko halaal hai
Jaleel Manikpuri
Sher
mai.n dil ko chiir ke rakh duu.n ye ek suurat hai
bayaa.n to ho nahii.n saktii jo apnii haalat hai
Akhtar Ansari
Sher
ma.aal-e-zabt-e-paiham ho ga.ii hai
masarrat haasil-e-Gam ho ga.ii hai