SEARCH RESULTS
Showing search results for "خطاؤں"
Sher MATCHES FOR "خطاؤں"
Sher
Iftikhar Arif
Sher
aakaash kii hasiin fazaa.o.n me.n kho gayaa
mai.n is qadar u.Daa ki KHalaa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Sher
sab log apne apne KHudaa.o.n ko laa.e the
ik ham hii aise the ki hamaaraa KHudaa na thaa
Bashir Badr
Sher
bikher de mujhe chaaro.n taraf KHalaa.o.n me.n
kuchh is tarah se alag kar ki ju.D na paa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Sher
teraa naam likhtii hai.n u.ngliyaa.n KHalaa.o.n me.n
ye bhii ik du.aa hogii vasl kii du.aa.o.n me.n
Ishrat Afreen
Sher
tire badan kii KHalaa.o.n me.n aa.nkh khultii hai
havaa ke jism se jab jab lipaT ke sotaa huu.n
Ameer Imam
Sher
tum mire iraado.n ke Dolte sitaaro.n ko
yaas ke KHalaa.o.n me.n raasta dikhaate ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
ra.ng se KHushbu.o.n kaa naataa TuuTtaa jaataa hai
phuul se log KHizaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Sher
yaado.n ke naqsh ghul ga.e tezaab-e-vaqt me.n
chehro.n ke naam dil kii KHalaa.o.n me.n kho ga.e
Abdul Ahad Saaz
Sher
Jaun Eliya
Sher
Khatir Ghaznavi
Sher
fusuun-e-sher se ham us mah-e-gurezaa.n ko
KHalaa.o.n se sar-e-kaaGaz utaar laa.e hai.n
Ehsan Danish
Sher
saaqiyaa hai tirii mahfil me.n KHudaa.o.n kaa hujuum
mahfil-afroz ho insaa.n to mazaa aa jaa.e
Syed Aabid Ali Aabid
Sher
Abdul Aziz Khalid
Sher
sabza-zaaro.n kii sharaafat se na khelo qat.an
tum havaa ho to KHalaa.o.n se lipaT kar dekho