SEARCH RESULTS
Showing search results for "خواہ"
Sher MATCHES FOR "خواہ"
Sher
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
Sher
KHuub thaa pahle se hote jo ham apne bad-KHvaah
ki bhalaa chaahte hai.n aur buraa hotaa hai
Mirza Ghalib
Sher
jamhuuriyat-navaaz bashar-dost amn-KHvaah
KHud ko jo KHud diye the vo alqaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Sher
KHvaah ka.aba ho ki but-KHaana Garaz ham se sun
jis taraf dil kii tabii.at ho udhar ko chaliye
Meer Hasan
Sher
sab kuchh hai aur kuchh nahii.n ai daad-KHvaah-e-ishq
vo dekh kar na dekhnaa niichii nigaah se
Maikash Akbarabadi
Sher
kii dil ne dil-baraan-e-jahaa.n kii bahut talaash
ku.i dil-rubaa milaa hai na dil-KHvaah kyaa kare
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Sher
samajh rahaa thaa jise KHair-KHvaah mai.n apnaa
vahii hai dushman-e-jaa.n meraa sab se ba.Dh kar aaj
Barqi Azmi
Sher
Munawar Khan Ghafil
Sher
Raza Azimabadi
Sher
Munshi Khairati Laal Shagufta
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Khwaja Meer Dard
Sher
ab judaa.ii ke safar ko mire aasaan karo
tum mujhe KHvaab me.n aa kar na pareshaan karo
Munawwar Rana
Sher
uTho ye manzar-e-shab-taab dekhne ke liye
ki nii.nd shart nahii.n KHvaab dekhne ke liye