SEARCH RESULTS
Showing search results for "دانتےؔ"
Sher MATCHES FOR "دانتےؔ"
Sher
ye naadaanii nahii.n to kyaa hai 'daanish'
samajhnaa thaa jise samjhaa rahaa huu.n
Madan Mohan Danish
Sher
kuchh parindo.n ko to bas do chaar daane chaahiye.n
kuchh ko lekin aasmaano.n ke KHazaane chaahiye.n
Rajesh Reddy
Sher
paas thaa naakaamii-e-sayyaad kaa ai ham-safiir
varna mai.n aur u.D ke aataa ek daane ke liye
Allama Iqbal
Sher
Abbas Dana
Sher
kidhar qafas thaa kahaa.n ham the kis taraf ye qaid
kuchh ittifaaq hai sayyaad aab-o-daane kaa
Qalaq Merathi
Sher
bhaage the ham bahut so usii kii sazaa hai ye
ho kar asiir daabte hai.n raahzan ke paa.nv
Mirza Ghalib
Sher
puuchhaa na jaa.egaa jo vatan se nikal gayaa
be-kaar hai jo daa.nt dahan se nikal gayaa
Ameer Minai
Sher
Shad Azimabadi
Sher
mazra-e-duniyaa me.n daanaa hai to Dar kar haath Daal
ek din denaa hai tujh ko daane daane kaa hisaab
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
halkaa thaa nadaamat se sarmaaya ibaadat kaa
ik qatre me.n bah nikle tasbiih ke sau daane
Arzoo Lakhnavi
Sher
Unknown
Sher
Danish Aligarhi
Sher
meraa lahuu chaTaa.egaa jab tak na teG ko
qaatil ko dahne haath se khaanaa haraam hai
Imdad Ali Bahr
Sher
ko.ii luqma jo kabhii ham ko mayassar aayaa
saath hii daa.nt ke niiche ko.ii ka.nkar aayaa
Bismil Dehlavi
Sher
Mael Lakhnavi
Sher
soup ke daane kabuutar chug rahaa thaa aur vo
sehn ko mahkaa rahii thii sunnate.n pa.Dhte hu.e
Ambar Bahraichi
Sher
silsila rakhtaa hai meraa kufr kuchh islaam se
hai.n ka.ii tasbiih ke daane mirii zunnaar me.n