SEARCH RESULTS
Showing search results for "دیس"
Sher MATCHES FOR "دیس"
Sher
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
phir jaa rukegii bujhte KHaraabo.n ke des me.n
suunii sulagtii sochtii sunsaan sii sa.Dak
Zafar Iqbal
Sher
Nasir Shahzad
Sher
pattharo.n ke des me.n shiishe kaa hai apnaa vaqaar
devtaa apnii jagah aur aadmii apnii jagah
Ganesh Bihari Tarz
Sher
haakim-e-ishq ne jab aql kii taqsiir sunii
ho Gazab hukm diyaa des nikaalaa karne
Siraj Aurangabadi
Sher
bhuule se aa gayaa huu.n farishto.n ke des me.n
kis se pata karuu.n ki yahaa.n fard kaun hai
Amar Singh Figar
Sher
ab bhii kuchh log mohabbat pe yaqii.n rakhte hai.n
ho jo mumkin to unhe.n des nikaalaa de do
Aqeel Danish
Sher
faaKHtaa.e.n boltii hai.n bajro.n ke des me.n
tuu bhii sun le aasmaa.n ye giit mere naam kaa
Ali Akbar Natiq
Sher
khile dhaan khilkhilaa kar pa.De naddiyo.n me.n naake
ghanii KHushbu.o.n se mahke mire des ke ilaaqe
Nasir Shahzad
Sher
Zia-ul-Haq Qasmi
Sher
zindagii tuu ne mujhe qabr se kam dii hai zamii.n
paa.nv phailaa.uu.n to diivaar me.n sar lagtaa hai
Bashir Badr
Sher
tum ne kiyaa na yaad kabhii bhuul kar hame.n
ham ne tumhaarii yaad me.n sab kuchh bhulaa diyaa