SEARCH RESULTS
Showing search results for "رفاقتوں"
Sher MATCHES FOR "رفاقتوں"
Sher
rafaaqato.n kaa mirii us ko dhyaan kitnaa thaa
zamiin le lii magar aasmaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Sher
rafaaqato.n ke na.e KHvaab KHushnumaa hai.n magar
guzar chukaa hai tire e'tibaar kaa mausam
Parveen Shakir
Sher
u.De to phir na mile.nge rafaaqato.n ke parind
shikaayato.n se bharii Tahniyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Sher
rafaaqato.n kaa tavaazun agar biga.D jaa.e
KHamoshiyo.n ke ta.aavun se ghar chalaa lenaa
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
rafaaqato.n ko zaraa sochne kaa mauqa.a do
ki is ke baa'd ghane ja.ngalo.n kaa rasta hai
Irfan Siddiqi
Sher
rafaaqato.n kaa jahaa.n taar-taar dekhaa hai
vajuud-e-ziist kaa u.Dtaa Gubaar dekhaa hai
Daood Mohsin
Sher
Parveen Shakir
Sher
Bashir Badr
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
kyuu.n merii tarah raato.n ko rahtaa hai pareshaa.n
ai chaa.nd bataa kis se tirii aa.nkh la.Dii hai
Sahir Lakhnavi
Sher
ek siitaa kii rifaaqat hai to sab kuchh paas hai
zindagii kahte hai.n jis ko raam kaa ban-baas hai
Hafeez Banarasi
Sher
ye intizaar nahii.n sham.a hai rifaaqat kii
is intizaar se tanhaa.ii KHuub-suurat hai
Arshad Abdul Hamid
Sher
kuchh to tanhaa.ii kii raato.n me.n sahaaraa hotaa
tum na hote na sahii zikr tumhaaraa hotaa
Akhtar Shirani
Sher
rahtii hai saath saath ko.ii KHush-gavaar yaad
tujh se bichha.D ke terii rifaaqat ga.ii nahii.n