SEARCH RESULTS
Showing search results for "رہ_اعتدال"
Sher MATCHES FOR "رہ_اعتدال"
Sher
kyaa Gam agar yaziid rahaa eqtidaar me.n
parcham to phir husain kaa miir-e-avaam hai
Yahya Amjad
Sher
vo merii raah me.n kaa.nTe bichhaa.e mai.n lekin
usii ko pyaar karuu.n us pe e'tibaar karuu.n
Ahmad Hamdani
Sher
vo jhuuT bol rahaa thaa ba.De saliiqe se
mai.n e'tibaar na kartaa to aur kyaa kartaa
Waseem Barelvi
Sher
ba.De vasuuq se duniyaa fareb detii rahii
ba.De KHuluus se ham e'tibaar karte rahe
Shaukat Wasti
Sher
duniyaa hame.n fareb pe detii rahii fareb
ham dekhte rahe nigah-e-e'tibaar se
Takmiil Rizvi Lakhnavi
Sher
abhii kahe.n to kisii ko na e'tibaar aave
ki ham ko raah me.n ik aashnaa ne luuT liyaa
Nazeer Akbarabadi
Sher
is e'tiraaf se ras ghul rahaa hai kaano.n me.n
vo e'tiraaf jo us ne abhii kiyaa bhii nahii.n
Khursheed Rizvi
Sher
bikhar rahii thii havaa.o.n me.n e.atibaar kii raakh
aur intizaar kii muTThii me.n zindagii kam thii
Aziz Nabeel
Sher
qaanuun jaise kho chukaa sadiyo.n kaa e'timaad
ab kaun dekhtaa hai KHataa kaa hai ruKH kidhar
Nusrat Gwaliari
Sher
khulaa hai dar pa tiraa intizaar jaataa rahaa
KHuluus to hai magar e'tibaar jaataa rahaa
Javed Akhtar
Sher
ek hasrat ne hame.n rab kaa muqarrab rakhaa
ham agar 'ishq nahii.n karte to kaafir hote
Ahtamam Sadiq
Sher
ta.alluqaat kii garmii na e'tibaar kii dhuup
jhulas rahii hai zamaane ko intishaar kii dhuup
Ali Abbas Ummeed
Sher
ab apnaa intizaar rahegaa tamaam-umr
ik shaKHs thaa jo mujh se judaa kar gayaa mujhe