SEARCH RESULTS
Showing search results for "زندہ_باد"
Sher MATCHES FOR "زندہ_باد"
Sher
Jaun Eliya
Sher
Zafar Gorakhpuri
Sher
qatl-e-husain asl me.n marg-e-yaziid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke ba.ad
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sher
Krishna Kumar Toor
Sher
in se zinda hai ye ehsaas ki zinda huu.n mai.n
shahr me.n kuchh mire dushman hai.n bahut achchhaa hai
Ahmad Wasi
Sher
har baat kaa ehsaas mire dil se miTaa de
zinda mujhe rakhnaa hai to diivaana banaa de
Makhfi Lakhnavi
Sher
Rahat Indori
Sher
Lais Quraishi
Sher
Shakeel Badayuni
Sher
KHud-kushii ke liye tho.Daa saa ye kaafii hai magar
zinda rahne ko bahut zahr piyaa jaataa hai
Azhar Inayati
Sher
zindagii mujh ko mirii nazro.n me.n sharminda na kar
mar chukaa hai jo bahut pahle use zinda na kar
Aqeel Shadab
Sher
unhe.n Thahre samundar ne Duboyaa
jinhe.n tuufaa.n kaa andaazaa bahut thaa
Malikzaada Manzoor Ahmad
Sher
yahaa.n pe dasht o samundar kii baat mat karnaa
hamaare shahr kaa har shaKHs hai makaan-zada
Kaleem Haider Sharar
Sher
baare duniyaa me.n raho Gam-zada yaa shaad raho
aisaa kuchh kar ke chalo yaa.n ki bahut yaad raho
Meer Taqi Meer
Sher
jo baar-e-dosh rahaa sar vo kab thaa shoriida
bahaa na jis se lahuu vo rag-e-guluu kyaa thii