SEARCH RESULTS
Showing search results for "سبز_بخت"
Sher MATCHES FOR "سبز_بخت"
Sher
be-sabab baat ba.Dhaane kii zaruurat kyaa hai
ham KHafaa kab the manaane kii zaruurat kyaa hai
Shahid Kabir
Sher
bahut hii soz bahut hii gudaaz hai is me.n
tumhaaraa hijr azaan-e-bilaal jaisaa hai
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
umr to apnii hu.ii sab but-parastii me.n basar
naam ko duniyaa me.n hai.n ab saahib-e-islaam ham
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
nii.nd miTTii kii mahak sabze kii ThanDak
mujh ko apnaa ghar bahut yaad aa rahaa hai
Abdul Ahad Saaz
Sher
vo baat thii to ka.ii duusre sabab bhii the
ye baat hai to sabab duusraa nahii.n hogaa
Ateequllah
Sher
bas is sabab se ki tujh par bahut bharosa thaa
gile na ho.n bhii to hairaaniyaa.n to hotii hai.n
Ahmad Faraz
Sher
Naseer Turabi
Sher
bahut aziiz the us ko safar ke ha.ngaame
vo sab ke saath chalaa thaa magar akelaa thaa
Khaleel Tanveer
Sher
bahut kuchh kaam ham sab kar chuke hai.n
dilo.n me.n ghar banaanaa rah gayaa hai
Sayyed Riyaz Raheem
Sher
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Sher
yaad rakhnaa hii mohabbat me.n nahii.n hai sab kuchh
bhuul jaanaa bhii ba.Dii baat hu.aa kartii hai
Jamal Ehsani
Sher
tumhaarii baat se sab muttafiq ho.n naa-mumkin
har ek shaKHs kaa apnaa KHayaal hotaa hai
Asar Faridi
Sher
kam-ayaarii ne KHudaa-soz banaayaa aisaa
but to sab yaad rahe ek KHudaa bhuul ga.e
Sarwar Alam Raz
Sher
baat niklegii to phir duur talak jaa.egii
log be-vaj.h udaasii kaa sabab puuchhe.nge