SEARCH RESULTS
Showing search results for "سلوٹیں"
Sher MATCHES FOR "سلوٹیں"
Sher
silvaTe.n hai.n mire chehre pe to hairat kyuu.n hai
zindagii ne mujhe kuchh tum se ziyaada pahnaa
Ahmad Faraz
Sher
socho to silvaTo.n se bharii hai tamaam ruuh
dekho to ik shikan bhii nahii.n hai libaas me.n
Shakeb Jalali
Sher
kuchh log KHayaalo.n se chale jaa.e.n to so.e.n
biite hu.e din raat na yaad aa.e.n to so.e.n
Habib Jalib
Sher
Ali Sardar Jafri
Sher
cigarete.n chaa.e dhu.aa.n raat ga.e tak bahse.n
aur ko.ii phuul saa aa.nchal kahii.n nam hotaa hai
Wali Aasi
Sher
kuchh vaqt chaahte the ki soche.n tire liye
tuu ne vo vaqt ham ko zamaane nahii.n diyaa
Muneer Niyazi
Sher
gahrii soche.n lambe din aur chhoTii raate.n
vaqt se pahle dhuup saro.n pe aa pahu.nchii
Aanis Moin
Sher
mai.n naa-KHush-o-be-zaar huu.n marmar kii silo.n se
mere liye miTTii kaa haram aur banaa do
Allama Iqbal
Sher
kaise rishto.n ko sameTe.n ye bikharte hu.e log
TuuT jaate hai.n yahii faisla karte hu.e log
Tariq Qamar
Sher
raakhiyaa.n le ke silono.n kii barahman nikle.n
taar baarish kaa to TuuTe ko.ii saa.at ko.ii pal
Mohsin Kakorvi
Sher
Shahryar
Sher
Faheem Jogapuri
Sher
Farhat Ehsas
Sher
Ameeta Parsuram Meeta
Sher
har sub.h nikalte hai.n yahii soch ke ghar se
bikhrii hu.ii duniyaa ko sameTe.nge kisii din
Sayyed Riyaz Raheem
Sher
ek be-sudh jism kii dil-juu.ii me.n
silvaTo.n me.n ghul rahii hai chaa.ndnii