SEARCH RESULTS
Showing search results for "سماج"
Sher MATCHES FOR "سماج"
Sher
jhuuTaa samaaj rasm-o-rivaayaat sarhade.n
ab bhii hai.n raah-e-ishq me.n diivaar kii tarah
Aleena Itrat
Sher
sau.npoge apne baa'd viraasat me.n kyaa mujhe
bachche kaa ye savaal hai guu.nge samaaj se
Ashar Najmi
Sher
bas ek shaam kaa har shaam intizaar rahaa
magar vo shaam kisii shaam bhii nahii.n aa.ii
Ajmal Siraj
Sher
Siraj Faisal Khan
Sher
aa.nkhe.n khulii.n to jaag uThii.n hasrate.n tamaam
us ko bhii kho diyaa jise paayaa thaa KHvaab me.n
Siraj Lakhnavi
Sher
yuu.n barastii hai.n tasavvur me.n puraanii yaade.n
jaise barsaat kii rim-jhim me.n samaa.n hotaa hai
Qateel Shifai
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
arz-o-samaa kahaa.n tirii vus.at ko paa sake
meraa hii dil hai vo ki jahaa.n tuu samaa sake
Khwaja Meer Dard
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
ye udaasii kaa sabab puuchhne vaale 'ajmal'
kyaa kare.nge jo udaasii kaa sabab batlaayaa
Ajmal Siraj
Sher
mai.n ne ai dil tujhe siine se lagaayaa hu.aa hai
aur tuu hai ki mirii jaan ko aayaa hu.aa hai
Ajmal Siraj
Sher
kahaa.n hai.n aaj vo sham-e-vatan ke parvaane
bane hai.n aaj haqiiqat unhii.n ke afsaane
Siraj Lakhnavi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
ulfat ne tirii ham ko to rakkhaa na kahii.n kaa
dariyaa kaa na jangal kaa samaa kaa na zamii.n kaa