SEARCH RESULTS
Showing search results for "سکوں"
Sher MATCHES FOR "سکوں"
Sher
saahil ke sukuu.n se kise inkaar hai lekin
tuufaan se la.Dne me.n mazaa aur hii kuchh hai
Aale Ahmad Suroor
Sher
Mirza Ghalib
Sher
Ibn e Insha
Sher
jam.a karte rahe jo apne ko zarra zarra
vo ye kyaa jaane.n bikharne me.n sukuu.n kitnaa hai
Shahryar
Sher
Ada Jafarey
Sher
Seemab Akbarabadi
Sher
mai.n jis sukuun se baiThaa huu.n is kinaare par
sukuu.n se lagtaa hai meraa qayaam aaKHirii hai
Abbas Tabish
Sher
Ameer Minai
Sher
manzil pe bhii pahu.nch ke mayassar nahii.n sakuu.n
majbuur is qadar hai.n shu.uur-e-safar se ham
Karamat Ali Karamat
Sher
palaT sakuu.n hii na aage hii ba.Dh sakuu.n jis par
mujhe ye kaun se raste lagaa gayaa ik shaKHs
Obaidullah Aleem
Sher
zahr miltaa hii nahii.n mujh ko sitamgar varna
kyaa qasam hai tire milne kii ki khaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Sher
sukuu.n nasiib hu.aa ho kabhii jo tere baGair
KHudaa kare ki mujhe tuu kabhii nasiib na ho
Bismil Saeedi
Sher
Javed Akhtar
Sher
Ibn e Insha
Sher
vo aur hai.n kinaaro.n pe paate hai.n jo sukuu.n
ham ko qaraar miltaa hai tuufaa.n kii god me.n
Wahid Premi
Sher
us kaa honaa bhii bharii bazm me.n hai vaj.h-e-sukuu.n
kuchh na bole bhii to vo meraa taraf-daar lage
Shaz Tamkanat
Sher
sach to ye ki abhii dil ko sukuu.n hai lekin
apne aavaara KHayaalaat se jii Dartaa hai