SEARCH RESULTS
Showing search results for "عمامہ"
Sher MATCHES FOR "عمامہ"
Sher
Allama Iqbal
Sher
maanaa ki terii diid ke qaabil nahii.n huu.n mai.n
tuu meraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
Sher
ham ne dekhaa taraf-e-mai-kada jaate the 'riyaaz'
ik asaa thaame abaa pahne amaama baa.ndhe
Riyaz Khairabadi
Sher
ye kyaa kam hai amaama baa.ndh kar nikle nahii.n ham
ab is se bhii sivaa iimaan-daarii kaun kartaa
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
is sho.ala-KHuu ko dekh hu.aa shaiKH kaa ye haal
jubbe ko aag lag uThii ammaama jal gayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
mohtasib tuu ne kiyaa gar jaam-e-sahbaa paash paash
jubba-o-ammaama ham kar de.nge saaraa paash paash
Habeeb Moosavi
Sher
Meer Taqi Meer
Sher
duniyaa kii mahfilo.n se uktaa gayaa huu.n yaa rab
kyaa lutf anjuman kaa jab dil hii bujh gayaa ho
Allama Iqbal
Sher
nasha pilaa ke giraanaa to sab ko aataa hai
mazaa to tab hai ki girto.n ko thaam le saaqii
Allama Iqbal
Sher
faqat nigaah se hotaa hai faisla dil kaa
na ho nigaah me.n shoKHii to dilbarii kyaa hai
Allama Iqbal
Sher
Allama Iqbal
Sher
apne man me.n Duub kar paa jaa suraaG-e-zindagii
tuu agar meraa nahii.n bantaa na ban apnaa to ban
Allama Iqbal
Sher
terii suurat se kisii kii nahii.n miltii suurat
ham jahaa.n me.n tirii tasviir liye phirte hai.n