SEARCH RESULTS
Showing search results for "غذا"
Sher MATCHES FOR "غذا"
Sher
murGiyaa.n kofte machhlii bhune tiitar anDe
kis ke ghar jaa.egaa sailaab-e-Gizaa mere ba.ad
Majeed Lahori
Sher
Thahrii thii Gizaa apnii jo Gam ishq-e-butaa.n me.n
so aah hamaarii hame.n KHuuraak ne khaayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
bajaa.e aab mai-e-nargisii pilaa mujh ko
Gizaa kuchh aur na baadaam ke sivaa Thahraa
Shah Naseer
Sher
zaKHm khaa.uu.n yaar kii talvaar kaa paanii piyuu.n
Gair kaa ehsaa.n na luu.n aab-o-Gizaa ke vaaste
Khwaja Mohammad Wazir
Sher
Gussa qaatil kaa na ba.Dhtaa hai na kam hotaa hai
ek sar hai ki vo har roz qalam hotaa hai
Manzar Lakhnavi
Sher
ye jo duniyaa hai ise itnii ijaazat kab hai
ham pe apnii hii kisii baat kaa Gussa utraa
Abhishek Shukla
Sher
Bhartendu Harishchandra
Sher
kisii buzdil kii suurat ghar se ye baahar nikaltaa hai
miraa Gussa kisii kamzor ke uupar nikaltaa hai
Azhar Nawaz
Sher
la.Dne ko us se raat mai.n Gusse me.n la.D liyaa
par jab vo uTh chalaa to kaleja paka.D liyaa
Unknown
Sher
Mukesh Aalam
Sher
shukr hai jaama se baahar vo hu.aa Gusse me.n
jo ki parde me.n bhii uryaa.n na hu.aa thaa so hu.aa