SEARCH RESULTS
Showing search results for "غنچے"
Sher MATCHES FOR "غنچے"
Sher
gul Gunche aaftaab shafaq chaa.nd kahkashaa.n
aisii ko.ii bhii chiiz nahii.n jis me.n tuu na ho
Wahid Premi
Sher
aap chhuu dekhe.n kisii Gunche ko apne haath se
Guncha gul ho jaa.egaa aur gul chaman ho jaa.egaa
Jaleel Manikpuri
Sher
Shafiq Jaunpuri
Sher
bulbul se kahaa gul ne kar tark mulaaqaate.n
Gunche ne girah baa.ndhii.n jo gul ne kahii.n baate.n
Baqaullah 'Baqa'
Sher
Akhtar Ali Akhtar
Sher
Saghar Nizami
Sher
chaman me.n shiddat-e-dard-e-numuud se Gunche
ta.Dap rahe hai.n magar muskuraa.e jaate hai.n
Kaif Ahmed Siddiqui
Sher
be-sabab Gunche chaTakte nahii.n gulzaaro.n me.n
phir rahaa hai ye Dhi.nDhoraa tirii ra.anaa.ii kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
gulgasht-e-baaG ko jo gayaa vo gul-e-fara.ng
Gunche salaam karte the Topii utaar ke
Asad Ali Khan Qalaq
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Gunche nii.n is bahaar me.n kaDvaayaa apnaa dil
bulbul chaman me.n phuul ke gaa.ii basant rut
Abroo Shah Mubarak
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
jab Gunche ne sar apnaa garebaa.n se nikaalaa
bulbul ne qadam phir na gulistaa.n se nikaalaa
Chandu Lal Bahadur Shadan
Sher
sadaa chaman se jo aatii hai roz chaT chaT kii
balaa.e.n Gunche tirii sub.h o shaam lete hai.n
Mirza Asman Jah Anjum
Sher
Khalilur Rahman Azmi
Sher
ek naGma ik taaraa ek Guncha ek jaam
ai Gam-e-dauraa.n Gam-e-dauraa.n tujhe meraa salaam
Saghar Siddiqui
Sher
Jigar Moradabadi
Sher
aziizaan-e-vatan ko Guncha o barg o samar jaanaa
KHudaa ko baaGbaa.n aur qaum ko ham ne shajar jaanaa