SEARCH RESULTS
Showing search results for "قطع"
Sher MATCHES FOR "قطع"
Sher
ahbaab mujh se qat-e-ta.alluq kare.n 'jigar'
ab aaftaab-e-ziist lab-e-baam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
qat.a hotii jaa rahii hai.n zindagii kii manzile.n
har nafs apnii jagah chaltii hu.ii talvaar hai
Sheri Bhopali
Sher
Gurbat bas ab tariiq-e-mohabbat ko qat.a kar
muddat hu.ii hai ahl-e-vatan se judaa hu.e
Habeeb Moosavi
Sher
Unknown
Sher
mujhii par qat.a hu.ii hai qabaa-e-dil-sozii
havaa se aa ke chhupe mere pairahan me.n charaaG
Imdad Ali Bahr
Sher
karuu.n qat-e-ulfat buto.n se va-lekin
ye kaafir miraa dil nahii.n maantaa hai
Gulam Yahya Huzur Azimabadi
Sher
ishrat-e-qatra hai dariyaa me.n fanaa ho jaanaa
dard kaa had se guzarnaa hai davaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Sher
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Sher
zindagii kyaa kisii muflis kii qabaa hai jis me.n
har gha.Dii dard ke paivand lage jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Sher
na paak hogaa kabhii husn o ishq kaa jhag.Daa
vo qissa hai ye ki jis kaa ko.ii gavaah nahii.n
Haidar Ali Aatish
Sher
Bashir Badr
Sher
Munawwar Rana
Sher
laa.ii hayaat aa.e qazaa le chalii chale
apnii KHushii na aa.e na apnii KHushii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Sher
un ras bharii aa.nkho.n me.n hayaa khel rahii hai
do zahr ke pyaalo.n me.n qazaa khel rahii hai