SEARCH RESULTS
Showing search results for "ماپنے"
Sher MATCHES FOR "ماپنے"
Sher
Allama Iqbal
Sher
tujhe na maane ko.ii tujh ko is se kyaa majruuh
chal apnii raah bhaTakne de nukta-chiino.n ko
Majrooh Sultanpuri
Sher
ab mirii baat jo maane to na le ishq kaa naam
tuu ne dukh ai dil-e-naakaam bahut saa paayaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
saavan ek mahiine 'qaisar' aa.nsuu jiivan bhar
in aa.nkho.n ke aage baadal be-auqaat lage
Qaisarul Jafri
Sher
jo sun sako to ye sab daastaa.n tumhaarii hai
hazaar baar jataayaa magar nahii.n maane
Zehra Nigaah
Sher
Rind Lakhnavi
Sher
Naeem Sarmad
Sher
me.n saa.ns saa.ns huu.n ghaayal ye kaun maanegaa
badan pe choT kaa ko.ii nishaan bhii to nahii.n
Ahmad Wasi
Sher
buraa na maane to ik baat puuchhtaa huu.n mai.n
kisii kaa dil kabhii tujh se bhii KHush hu.aa hargiz
Hasrat Azimabadi
Sher
Ateeb Quadri
Sher
havaa ke phuul mahakne lage mujhe paa kar
mai.n pahlii baar ha.nsaa zaKHm ko chhupaa.e hu.e
Afzal Minhas
Sher
shaaKH-e-mizhgaa.n pe mahakne lage zaKHmo.n ke gulaab
pichhle mausam kii mulaaqaat kii buu zinda hai
Shahid Kamal
Sher
Erum Zehra
Sher
saltanat aur hii maane rakhtii hai
yuu.n to sar par KHuruus ke bhii hai taaj