SEARCH RESULTS
Showing search results for "مخلص"
Sher MATCHES FOR "مخلص"
Sher
mai.n ne maanaa ki bahut aap hasii.n hai.n lekin
aap kaa dil bhii hasii.n ho ye zaruurii to nahii.n
Mukhlis Musavviri
Sher
Anand Ram Mukhlis
Sher
ka.ii rang badaltaa hai bharosaa nahii.n us kaa
filhaal vo muKHlis hai magar zehn me.n rakhnaa
Mahmood Ahmad Hashmi
Sher
qubuul un kii du.aa.e.n zaruur hotii hai.n
rago.n me.n apnii lahuu jo halaal rakhte hai.n
Mukhlis Musavviri
Sher
mere dil me.n mirii aa.nkho.n me.n nazar me.n rahiye
kam se kam aap kisii ek to ghar me.n rahiye
Mukhlis Musavviri
Sher
dhuum aane kii ye kis kii gulzaar me.n pa.Dii hai
haath argajii kaa piyaala nargis liye kha.Dii hai
Anand Ram Mukhlis
Sher
Zubair Ahmad Saani
Sher
jab mile do dil muKHil phir kaun hai
baiTh jaa.o KHud hayaa uTh jaa.egii
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
vo qaht-e-muKHlisii hai ki yaaro.n kii bazm se
Giibat nikaal de.n to faqat KHaamushii bache