SEARCH RESULTS
Showing search results for "معانی"
Sher MATCHES FOR "معانی"
Sher
tujh se kis tarah mai.n iz.haar-e-tamannaa kartaa
lafz suujhaa to ma.aanii ne baGaavat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
lafz o manzar me.n ma.aanii ko TaTolaa na karo
hosh vaale ho to har baat ko samjhaa na karo
Mahmood Ayaz
Sher
kahtaa hai ko.ii kuchh to samajhtaa hai ko.ii kuchh
lafzo.n se judaa ho ga.e lafzo.n ke ma.aanii
Nida Fazli
Sher
Daal de jaan ma.aanii me.n vo urdu ye hai
karvaTe.n lene lage tab.a vo pahluu ye hai
Akbar Allahabadi
Sher
harf apne hii ma.aanii kii tarah hotaa hai
pyaas kaa zaa.iqa paanii kii tarah hotaa hai
Faisal Ajmi
Sher
vo ha.nste khelte ik lafz kah gayaa 'baanii'
magar mire liye daftar khulaa ma.aanii kaa
Rajinder Manchanda Bani
Sher
tuu tum samajhne lage hijr ke ma.aanii ko
tumhaarii bhii ko.ii shai tum se chhiin lii ga.ii kyaa
Ahtamam Sadiq
Sher
yuu.n ma.aanii se bahut KHaas hai rishta apnaa
zindagii kaT ga.ii lafzo.n ko KHabar karne me.n
Faza Ibn e Faizi
Sher
matlab ke liye hai.n na ma.aanii ke liye hai.n
ye sher tabii.at kii ravaanii ke liye hai.n
Mahtab Haider Naqvi
Sher
Noman Imam
Sher
ek muddat mai.n KHamoshii se rahaa mahv-e-kalaam
tab kahii.n jaa ke ye lafzo.n me.n ma.aanii aa.e
Zakariya Shaz
Sher
Hasan Shahnawaz Zaidi
Sher
har ruKH hai kahii.n apne KHad-o-KHaal se baahar
har lafz hai kuchh apne ma.aanii se ziyaada
Abrar Ahmad
Sher
har rang har aaha.ng mire saamne aajiz
mai.n koh-e-ma.aanii kii bulandii pe kha.Daa huu.n