SEARCH RESULTS
Showing search results for "ممنون"
Sher MATCHES FOR "ممنون"
Sher
Anwar Masood
Sher
kal vasl me.n bhii nii.nd na aa.ii tamaam shab
ek ek baat par thii la.Daa.ii tamaam shab
Mamnoon Nizamuddin
Sher
Mamnoon Nizamuddin
Sher
Mamnoon Nizamuddin
Sher
ko.ii hamdard na hamdam na yagaana apnaa
ruu-ba-ruu kis ke kahe.n ham ye fasaanaa apnaa
Mamnoon Nizamuddin
Sher
gumaa.n na kyuu.nki karuu.n tujh pe dil churaane kaa
jhukaa ke aa.nkh sabab kyaa hai muskuraane kaa
Mamnoon Nizamuddin
Sher
mamnuun huu.n jahaa.n ke nasheb-o-faraaz kaa
aksar biga.D ke KHud mirii haalat sambhal ga.ii
Unknown
Sher
lutf ye hai ki usii shaKHs ke mamnuun hai.n ham
jis kii talvaar ne qisto.n me.n hame.n kaaTaa hai
Waseem Malik
Sher
bastiyaa.n kaise na mamnuun ho.n diivaano.n kii
vus.ate.n in me.n vahii laate hai.n viiraano.n kii
Mukhtar Siddiqui
Sher
paa liyaa ahl-e-junuu.n ne phir shahaadat kaa maqaam
aql vaale maGfirat kii hii du.aa maa.ngaa kiye
Mashkoor Mamnoon Qannauji
Sher
Mamnoon Nizamuddin
Sher
tujhe naqsh-e-hastii miTaayaa to dekhaa
jo parda thaa haa.il uThaayaa to dekhaa
Mamnoon Nizamuddin
Sher
hotii na sharii.at me.n parastish kabhii mamnu.a
gar pahle bhii but-KHaano.n me.n hote sanam aise
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
diivaana-e-khirad ho ki majnuun-e-ishq ho
rahnaa hai us ko chaak-garebaa.n kiye hu.e