SEARCH RESULTS
Showing search results for "نشیلی"
Sher MATCHES FOR "نشیلی"
Sher
mai.n Dar rahaa huu.n tumhaarii nashiilii aa.nkho.n se
ki luuT le.n na kisii roz kuchh pilaa ke mujhe
Jaleel Manikpuri
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
Fani Badayuni
Sher
Erum Zehra
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
Qateel Shifai
Sher
vo mirii KHaak-nashiinii ke maze kyaa jaane
jo mirii tarah tirii raah me.n barbaad nahii.n
Saghar Nizami
Sher
vo gulaabii baadalo.n me.n ek niilii jhiil sii
hosh qaa.em kaise rahte thaa hii kuchh aisaa libaas
Nusrat Gwaliari
Sher
KHudaa daraaz kare umr charKH-e-niilii kii
ye bekaso.n ke mazaaro.n kaa shaamiyaana hai
Haidar Ali Aatish
Sher
niilii chhat pe laa-mahduud parinde the
aaj kisii ne ashk bahaa kar raqs kiyaa
Mohammad Mustahsan Jami
Sher
kahaa.n mai.n aur kahaa.n gosha-nashiinii kaa ye elaan
ye saaraa silsila mash.huur hone ke liye thaa
Ahmad Sagheer Siddiqui
Sher
vo parda-nashiinii kii ri.aayat hai tumhaarii
ham baat bhii KHalvat se nikalne nahii.n dete
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Sher
chaa.e kii pyaalii me.n niilii tablet gholii
sahme sahme haatho.n ne ik kitaab phir kholii
Bashir Badr
Sher
Hussain Majid
Sher
mujh ko hu.aa ye KHaak-nashiinii se faa.eda
thaa dil ke aa.ine pe jo kuchh rang u.D gayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
chhupaa na gosha-nashiinii se raaz-e-dil 'vahshat'
ki jaantaa hai zamaana mire suKHan se mujhe