SEARCH RESULTS
Showing search results for "نظارے"
Sher MATCHES FOR "نظارے"
Sher
ye shafaq chaa.nd sitaare nahii.n achchhe lagte
tum nahii.n ho to nazaare nahii.n achchhe lagte
Indira Varma
Sher
Zafar Iqbal
Sher
Ameer Minai
Sher
Sahiba Sheheryar
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
vo nazar aataa hai mujh ko mai.n nazar aataa nahii.n
KHuub kartaa huu.n a.ndhere me.n nazaare raat ko
Imam Bakhsh Nasikh
Sher
sab ko mahfil me.n nasiib un ke nazaare ho.nge
ham kahii.n Gash me.n pa.De ek kinaare ho.nge
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
Alok Yadav
Sher
Aale Ahmad Suroor
Sher
sarhad-e-dasht se aabaadii ko jaane vaalo
shahar me.n aur bhii KHuu.n-rez nazaare ho.nge
Habeeb Hashmi
Sher
harf-o-bayaa.n, nazaare, sitaare, dil o nazar
har shai me.n intishaar hai, manzuum kuchh nahii.n
Ziyaul Hasan
Sher
kal ibn-e-aadam un pe qurbaan ho na jaa.e.n
tauba vo un ke jalve allaah vo nazaare
Meem Maroof Ashraf
Sher
kuchh ajab taasiir thii us but ke nazzaare me.n bhii
jo musalmaa.n us taraf guzraa barahman ho gayaa
Naseem Dehlvi
Sher
ishq kaa zauq-e-nazaara muft me.n badnaam hai
husn KHud be-taab hai jalva dikhaane ke liye
Asrarul Haq Majaz
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
nazar-navaaz nazaara badal na jaa.e kahii.n
zaraa sii baat hai mu.nh se nikal na jaa.e kahii.n