SEARCH RESULTS
Showing search results for "نوازی"
Sher MATCHES FOR "نوازی"
Sher
nashshe me.n jii chaahtaa hai bosa-baazii kiijiye
itnii ruKHsat diijiye banda-navaazii kiijiye
Meer Mohammadi Bedar
Sher
ham aur uThaa.e.nge ehsaan jaa.n-navaazii ke
hame.n to saa.ns bhii lenaa giraa.n guzartaa hai
Jigar Barelvi
Sher
Haneef akhgar
Sher
tariiq-e-dilbarii kaafii nahii.n har-dil-aziizii ko
saliiqa banda-parvar chaahiye banda-navaazii kaa
Natiq Gulavthi
Sher
jahaa.n hasii.n hai mohabbat kii dil-navaazii se
magar ye raaz ko.ii KHaal-KHaal hii jaane
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Sher
go ki tujh lutf ke qaabil dil-e-ranjuur nahii.n
par tirii banda-navaazii se ye kuchh duur nahii.n
Santokh Rai Betab
Sher
Muneer Niyazi
Sher
aavaaz de ke dekh lo shaayad vo mil hii jaa.e
varna ye umr bhar kaa safar raa.egaa.n to hai
Muneer Niyazi
Sher
Muneer Niyazi
Sher
Allama Iqbal
Sher
muddat ke baa'd aaj use dekh kar 'muniir'
ik baar dil to dha.Dkaa magar phir sambhal gayaa
Muneer Niyazi
Sher
KHayaal jis kaa thaa mujhe KHayaal me.n milaa mujhe
savaal kaa javaab bhii savaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Sher
Muneer Niyazi
Sher
Muneer Niyazi
Sher
aadat hii banaa lii hai tum ne to 'muniir' apnii
jis shahr me.n bhii rahnaa uktaa.e hu.e rahnaa