SEARCH RESULTS
Showing search results for "نورد"
Sher MATCHES FOR "نورد"
Sher
rah-navard-e-bayaabaan-e-Gam sabr kar sabr kar
kaarvaa.n phir mile.nge baham sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Sher
taaro.n ko gardishe.n milii.n zarro.n ko taabishe.n
ai rah-navard raah-e-junuu.n tujh ko kyaa milaa
Zehra Nigaah
Sher
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Sher
ham hu.e dasht-e-navard phir bhii na dekhaa tujh ko
zindagii itnaa bataa de tuu kahaa.n hotii hai
Asar Akbarabadi
Sher
Iqbal Haider
Sher
begam se kah rahaa thaa ye ko.ii KHalaa-navard
baiThii hu.ii hai chaa.nd pe ''gu.Diyaa'' mire liye
Aziz Faisal
Sher
chaltaa rahe jo aabla-paa.ii ke baavajuud
manzil kaa mustahiq vahii sahraa-navard hai
Murtaza Barlas
Sher
mai.n to Gazal sunaa ke akelaa kha.Daa rahaa
sab apne apne chaahne vaalo.n me.n kho ga.e
Krishn Bihari Noor
Sher
Allama Iqbal
Sher
Allama Iqbal
Sher
Sahir Ludhianvi
Sher
aa.ina ye to bataataa hai ki mai.n kyaa huu.n magar
aa.ina is pe hai KHaamosh ki kyaa hai mujh me.n
Krishn Bihari Noor
Sher
Muztar Khairabadi
Sher
yahii milne kaa samay bhii hai bichha.Dne kaa bhii
mujh ko lagtaa hai bahut apne se Dar shaam ke baad
Krishn Bihari Noor
Sher
us ke faroG-e-husn se jhamke hai sab me.n nuur
sham-e-haram ho yaa ki diyaa somnaat kaa
Meer Taqi Meer
Sher
kaisii ajiib shart hai diidaar ke liye
aa.nkhe.n jo band ho.n to vo jalva dikhaa.ii de