SEARCH RESULTS
Showing search results for "ٹی"
Sher MATCHES FOR "ٹی"
Sher
aaj-kal to sab ke sab T.v ke diivaane hu.e
varna bachche to liyaa karte the paagal ke maze
Badr Wasti
Sher
T.v kaa ye mazaaq adiibo.n ke saath hai
shaa.er se dugnaa rakh diyaa qavvaal kaa bajaT
Khalid Irfan
Sher
jo zaKHm judaa.ii ke diye un pe mirii jaa.n
sastaa saa hii marham tuu lagaane ke liye aa
T N Raaz
Sher
merii masarrato.n kaa sabab bas yahii to hai
mai.n rishvato.n ke biich me.n haa.il nahii.n rahaa
T N Raaz
Sher
jab se ba.Dhaa hai shahr me.n mauto.n kaa silsila
hamraah apne rakhtaa huu.n ik nauhagar ko mai.n
T N Raaz
Sher
chor-saahib do adad T.V u.Daa kar le ga.e
ek apne vaaste aur ek thaane ke liye
Inam-ul-Haq Javed
Sher
vo close-up to kisii bhii incloser me.n na thaa
apne T.V par jo ham ho kar magan dekhaa kiye
Inayat Ali Khan
Sher
T N Raaz
Sher
maqtaa hai tuu hii 'raaz' kii is taaza Gazal kaa
is baar jo aa.e to na jaane ke liye aa
T N Raaz
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Ziya Azeemabadi
Sher
Tuk dekh le.n chaman ko chalo laala-zaar tak
kyaa jaane phir ji.e.n na ji.e.n ham bahaar tak
Meer Hasan
Sher
Dagh Dehlvi
Sher
ai hijr vaqt Tal nahii.n saktaa hai maut kaa
lekin ye dekhnaa hai ki miTTii kahaa.n kii hai