SEARCH RESULTS
Showing search results for "پائے_داغ"
Sher MATCHES FOR "پائے_داغ"
Sher
Kishwar Naheed
Sher
Hamid Mukhtar Hamid
Sher
daad kab paate hai.n us 'miir' kii diivaanii se
zang-aaluud taKHayyul se kharo.nche hu.e sher
Haseebul Hasan
Sher
Zubair Rizvi
Sher
pinhaa.n thaa daam-e-saKHt qariib aashiyaan ke
u.Dne na paa.e the ki giraftaar ham hu.e
Mirza Ghalib
Sher
tire ishq se jab se paale pa.De hai.n
hame.n apne jiine ke laale pa.De hai.n
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Sher
Ishrat Bareilvi
Sher
shaa.erii pahle rasuulo.n kii du.aa thii 'qaisar'
aaj is ahd me.n ik sho.abda-e-zaat hu.ii
Qaisarul Jafri
Sher
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
hu.ii jin se tavaqqo KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle
Mirza Ghalib
Sher
aarzuu ik 'ishq kii laa.ii 'adam se dahr tak
kaifiyat ye paane ko piitaa hai aadam zahr tak
Rohit Rahi
Sher
jaise jaise dar-e-dildaar qariib aataa hai
dil ye kahtaa hai ki pahu.nchuu.n mai.n nazar se pahle
Jaleel Manikpuri
Sher
yaaro du.aa karo ye ko.ii haadsa na ho
pahle yuu.n intizaar me.n lazzat kabhii na thii
Shakeel Jazib
Sher
ham na maane.nge KHamoshii hai tamannaa kaa mizaaj
haa.n bharii bazm me.n vo bol na paa.ii hogii
Kalidas Gupta Raza
Sher
zaKHm aur pe.D ne ik saath du.aa maa.ngii hai
dekhiye pahle yahaa.n kaun haraa hotaa hai
Abid Malik
Sher
anjaam-e-vafaa ye hai jis ne bhii mohabbat kii
marne kii du.aa maa.ngii jiine kii sazaa paa.ii
Nushur Wahidi
Sher
ho gayaa mauquuf ye 'saudaa' kaa bilkul ehtiraaq
laala be-daaG-e-siyah paane lagaa nashv-o-numaa