SEARCH RESULTS
Showing search results for "پشیماں"
Sher MATCHES FOR "پشیماں"
Sher
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashiimaa.n kaa pashiimaa.n honaa
Mirza Ghalib
Sher
kyuu.n pashemaa.n ho agar va.ada vafaa ho na sakaa
kahii.n va.ade bhii nibhaane ke liye hote hai.n
Ibrat Machlishahri
Sher
savaal kar ke mai.n KHud hii bahut pashemaa.n huu.n
javaab de ke mujhe aur sharmsaar na kar
Abdul Hamid Adam
Sher
Ahmad Faraz
Sher
mai.n ne kyuu.n tark-e-ta.alluq kii jasaarat kii hai
tum agar Gaur karoge to pashiimaa.n hoge
Ameer Qazalbash
Sher
chashm pur-nam zulf aashufta nigaahe.n be-qaraar
is pashiimaanii ke sadqe mai.n pashiimaa.n ho gayaa
Jigar Moradabadi
Sher
jab kabhii ham ne kiyaa ishq pashemaan hu.e
zindagii hai to abhii aur pashemaa.n ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Sher
kitnaa naadim huu.n kisii shaKHs se shikva kar ke
mujh se dekhaa na gayaa us kaa pashemaa.n honaa
Rasikh Irfani
Sher
muddato.n baa'd pashemaa.n hu.aa dariyaa ham se
muddato.n baa'd hame.n pyaas chhupaanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Sher
Mustafa Shahab
Sher
kaash mai.n terii mulaaqaat ko KHud hii aataa
tuur par bhej ke muusaa ko pashemaa.n huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Sher
dil vo kaafir hai ki mujh ko na diyaa chain kabhii
bevafaa tuu bhii ise le ke pashemaa.n hogaa
Bekhud Dehlvi
Sher
ahd ke baa'd liye bose dahan ke itne
ki lab-e-zuud-pashiimaa.n ko mukarne na diyaa
Munshi Amirullah Tasleem
Sher
nashsha-e-husn ko is tarah utarte dekhaa
aib par apne ko.ii jaise pashemaa.n ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Sher
dil vo kaafir hai ki mujh ko na diyaa chiin kabhii
bevafaa tuu bhii use le ke pashemaa.n hogaa
Bekhud Dehlvi
Sher
pareshaa.n the tirii mahfil se baahar
pashemaa.n hai.n tirii mahfil me.n aa kar
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Sher
falak ne bhii siikhe hai.n tere hii taur
ki apne kiye par pashemaa.n nahii.n