SEARCH RESULTS
Showing search results for "پچھلے"
Sher MATCHES FOR "پچھلے"
Sher
dii mu.azzin ne shab-e-vasl azaa.n pichhle pahr
haa.e kambaKHt ko kis vaqt KHudaa yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Sher
Iqbal Sajid
Sher
chehre se jhaa.D pichhle baras kii kuduurate.n
diivaar se puraanaa calender utaar de
Zafar Iqbal
Sher
hazaar tarah ke the ranj pichhle mausam me.n
par itnaa thaa ki ko.ii saath rone vaalaa thaa
Jamal Ehsani
Sher
Ahmad Mushtaq
Sher
vo ab vahaa.n hai jahaa.n raaste nahii.n jaate
mai.n jis ke saath yahaa.n pichhle saal aayaa thaa
Bashir Badr
Sher
Shahryar
Sher
sard ThiThurii hu.ii lipTii hu.ii sarsar kii tarah
zindagii mujh se milii pichhle december kii tarah
Mansoor Aafaque
Sher
be-dha.Dak pichhle pahar naala-o-shevan na kare.n
kah de itnaa to ko.ii taaza-giraftaaro.n se
Yagana Changezi
Sher
thak ke yuu.n pichhle pahar sau gayaa meraa ehsaas
raat bhar shahr me.n aavaara phiraa ho jaise
Ahmad Wasi
Sher
shaaKH-e-mizhgaa.n pe mahakne lage zaKHmo.n ke gulaab
pichhle mausam kii mulaaqaat kii buu zinda hai
Shahid Kamal
Sher
jaane kyaa soch ke ham tujh se vafaa karte hai.n
qarz hai pichhle janm kaa so adaa karte hai.n
Kailash Mahir
Sher
ab ke vahshat ne mujhe rok liyaa hai varna
pichhle mausam kii tarah lauT ke ghar jaanaa thaa
Moid Rasheedi
Sher
raat ke pichhle pahar ik sansanaahaT sii hu.ii
aur phir ek aur phir ek aur aahaT sii hu.ii
Zubair Shifai
Sher
phe.nkaa thaa kis ne sa.ng-e-havas raat KHvaab me.n
phir Dhuu.nDhtii hai nii.nd usii pichhle pahr ko
Aslam Aazad
Sher
ko.ii to baat hai pichhle pahar me.n raato.n ke
ye band kamra ajab raushnii se bhar jaa.e