SEARCH RESULTS
Showing search results for "چنانچہ"
Sher MATCHES FOR "چنانچہ"
Sher
tamaam umr use chaahnaa na thaa mumkin
kabhii kabhii to vo is dil pe baar ban ke rahaa
Ghalib Ayaz
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
un ko yaa.n vaade pe aa lene de ai abr-e-bahaar
jis qadar chaahnaa phir baad me.n barsaa karnaa
Hasrat Mohani
Sher
Mardan Ali Khan Rana
Sher
hamaare paas yahii shaa.irii kaa sikka hai
ulaT-palaT ke isii ko chalaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Sher
tuu bhalii baat se hii merii KHafaa hotaa hai
aah kyaa chaahnaa aisaa hii buraa hotaa hai
Taban Abdul Hai
Sher
Ajmal Siddiqui
Sher
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
qashqa nahii.n peshaanii pe us maah-jabii.n ke
allaah ne ye husn ke KHirman ko hai chaa.nkaa
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Sher
ik na ik din to chukaanaa hai KHamoshii kaa hisaab
jaante sab hai.n magar boltaa ko.ii nahii.n hai