SEARCH RESULTS
Showing search results for "کنبہ"
Sher MATCHES FOR "کنبہ"
Sher
sunte hai.n ki aabaad yahaa.n thaa ko.ii kumba
aasaar bhii kahte hai.n yahaa.n par ko.ii ghar thaa
Mohsin Zaidi
Sher
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Sher
Bahadur Shah Zafar
Sher
mai.n to masjid se chalaa thaa kisii ka.aba kii taraf
dukh to ye hai ki ibaadat mirii bad-naam hu.ii
Ahmad Rahi
Sher
Majrooh Sultanpuri
Sher
Akbar Allahabadi
Sher
Waliullah Muhib
Sher
apnaa to ye maz.hab hai ka.aba ho ki but-KHaana
jis jaa tumhe.n dekhe.nge ham sar ko jhukaa de.nge
Bedam Shah Warsi
Sher
Seemab Akbarabadi
Sher
Shamim Abbas
Sher
Ameer Minai
Sher
Arzoo Lakhnavi
Sher
bandagii kaa mirii andaaz judaa hotaa hai
meraa ka.aba mere sajdo.n me.n chhupaa hotaa hai
Unknown
Sher
ka.abe me.n vahii KHud hai vahii dair me.n hai aap
hinduu kaho yaa us ko musalmaan vahii hai
Waliullah Muhib
Sher
Mirza Ghalib
Sher
ham ishq ke bande hai.n maz.hab se nahii.n vaaqif
gar ka.aba hu.aa to kyaa but-KHaana hu.aa to kyaa