SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھانے"
Sher MATCHES FOR "کھانے"
Sher
Syed Gulam Mohammad Mast Kalkattvi
Sher
tiir khaane kii havas hai to jigar paidaa kar
sarfaroshii kii tamannaa hai to sar paidaa kar
Ameer Minai
Sher
Bekhud Dehlvi
Sher
Nazeer Akbarabadi
Sher
fareb khaane ko pesha banaa liyaa ham ne
jab ek baar vafaa kaa fareb khaa baiThe
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
bosa aa.nkho.n kaa jo maa.ngaa to vo ha.ns kar bole
dekh lo duur se khaane ke ye baadaam nahii.n
Amanat Lakhnavi
Sher
duniyaa me.n Gariibo.n ko do kaam hii aate hai.n
khaane ke liye jiinaa jiine ke liye khaanaa
Kaleem Aajiz
Sher
ishq me.n piine kaa paanii bas aa.nkh kaa paanii
khaane me.n bas patthar khaa.e jaa sakte the
Farhat Ehsas
Sher
nizaam-e-zar me.n kisii aur kaam kaa kyaa ho
bas aadmii hai kamaane kaa aur khaane kaa
Anwar Shuoor
Sher
baaz aa saahil pe Gote khaane vaale baaz aa
Duub marne kaa maza dariyaa-e-be-saahil me.n hai
Yagana Changezi
Sher
ik lafz yaad thaa mujhe tark-e-vafaa magar
bhuulaa hu.aa huu.n Thokare.n khaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Sher
bahut se KHuun-KHaraabe mache.nge KHaana-KHaraab
yahii hai rang agar tere paan khaane kaa
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Sher
sau baar bosa-e-lab-e-shiirii.n vo de to luu.n
khaane se dil miraa abhii shakkar nahii.n phiraa
Shah Naseer
Sher
jagah bachii hii nahii.n dil pe choT khaane kii
uThaa lo kaash ye aadat jo aazmaane kii
Razi Raziuddin
Sher
Munawwar Rana
Sher
haath me.n le kar gilaurii mujh ko dikhlaa kar kahaa
mu.nh to banvaa.e ko.ii is paan khaane ke liye