SEARCH RESULTS
Showing search results for "گریز"
Sher MATCHES FOR "گریز"
Sher
gurez-paa hai nayaa raasta kidhar jaa.e.n
chalo ki lauT ke ham apne apne ghar jaa.e.n
Jamal Owaisi
Sher
Naseer Turabi
Sher
dilo.n kaa haal to ye hai ki rabt hai na gurez
mohabbate.n to ga.ii.n thii adaavate.n bhii ga.ii.n
Sahar Ansari
Sher
har chaaraagar ko chaaragarii se gurez thaa
varna hame.n jo dukh the bahut laa-davaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Hafeez Hoshiarpuri
Sher
har chaaraagar ko chaaragarii se gurez thaa
varna hame.n jo dukh the bahut laa-davaa na the
Faiz Ahmad Faiz
Sher
Jaun Eliya
Sher
hai vahaa.n shaan-e-taGaaful ko jafaa se bhii gurez
iltifaat-e-nigah-e-yaar kahaa.n se laa.uu.n
Hasrat Mohani
Sher
hamaare shahr me.n hai vo gurez kaa aalam
charaag bhii na jalaa.e charaag se ko.ii
Shahzad Ahmad
Sher
bane-banaa.e se rasto.n kaa silsila niklaa
nayaa safar bhii bahut hii gurez-paa niklaa
Khalilur Rahman Azmi
Sher
ye kyaa fusuu.n hai ki sub.h-e-gurez kaa pahluu
shab-e-visaal tirii baat baat se niklaa
Zafar Iqbal
Sher
miTaa miTaa saa tasavvur hai naaz maazii kaa
hayaat-e-nau hai ab is umr-e-raa.egaa.n se gurez
Nazneen Begum Naz
Sher
samar daraKHt se girte hai.n ham nigaaho.n se
kahii.n kashish kaa 'amal hai kahii.n gurez kaa hai
Shahid Makuli
Sher
kis liye karte ho tum harf-e-malaamat se gurez
ham kahaa.n sohbat-e-jibriil me.n rahne vaale
Shahid Kamal
Sher
marne se bhii gurez na mujh jaise rind ko
lekin ye ho ki mar ke mujhe mai-kada mile
Dinesh Kumar
Sher
saudaa-garii nahii.n ye ibaadat KHudaa kii hai
ai be-KHabar jazaa kii tamannaa bhii chho.D de