SEARCH RESULTS
Showing search results for "گلابوں"
Sher MATCHES FOR "گلابوں"
Sher
Waseem Barelvi
Sher
kahaa.n milegii misaal merii sitamgarii kii
ki mai.n gulaabo.n ke zaKHm kaa.nTo.n se sii rahaa huu.n
Mohsin Naqvi
Sher
na mire zaKHm khile hai.n na tiraa ra.ng-e-hinaa
mausam aa.e hii nahii.n ab ke gulaabo.n vaale
Ahmad Faraz
Sher
terii KHushbuu se mo.attar hai zamaana saaraa
kaise mumkin hai vo KHushbuu bhii gulaabo.n me.n mile
Imam Azam
Sher
mai.n ne bhejii thii gulaabo.n kii bashaarat us ko
tohfatan us ne bhii KHushbu-e-vafaa bhejii hai
Hamid Sarosh
Sher
Gair mumkin hai tire ghar ke gulaabo.n kaa shumaar
mere riste hu.e zaKHmo.n ke hisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Sher
Bashir Badr
Sher
Ghulam Mohammad Qasir
Sher
basii hai suukhe gulaabo.n kii baat saa.nso.n me.n
ko.ii KHayaal kisii yaad ke hisaar me.n hai
Khalida Uzma
Sher
vo zaKHm chun ke mire KHaar mujh me.n chho.D gayaa
ki us ko shauq thaa be-intihaa gulaabo.n kaa
Ishrat Afreen
Sher
diivaangii kii aisii milegii kahaa.n misaal
kaa.nTe KHaariidtaa huu.n gulaabo.n ke shahr me.n
Anwar Minai
Sher
Afroz Rizvi
Sher
kise KHabar thii KHizaa.n qatl-e-aam kar degii
tumhaare naam se khilte hu.e gulaabo.n kaa
Ahmad Muneeb
Sher
ba.ad muddat ke gulaabo.n kii mahak aa.ii hai
us ne pardes se bhejaa ko.ii KHat hai mujh ko
Rahat Hasan
Sher
gulo.n me.n rang bhare baad-e-nau-bahaar chale
chale bhii aa.o ki gulshan kaa kaarobaar chale