SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہجے"
Sher MATCHES FOR "ہجے"
Sher
kaash lauTe.n mire paapaa bhii khilaune le kar
kaash phir se mire haatho.n me.n KHazaana aa.e
Ajay Sahaab
Sher
haadse jaan to lete hai.n magar sach ye hai
haadse hii hame.n jiinaa bhii sikhaa dete hai.n
Ajay Sahaab
Sher
Ameeq Hanafi
Sher
shaayad zabaa.n pe qarz thaa ham ne chukaa diyaa
KHaamosh ho ga.e hai.n tujhe ham pukaar ke
Ajay Sahaab
Sher
jamhuuriyat kii laash pe taaqat hai KHanda-zan
is barahna nizaam me.n har aadmii kii KHair
Ajay Sahaab
Sher
log ko.ii aur hii matlab nikaale.n dostii kaa
aap pahluu se mire tho.Daa saa haT ke baiThaa kiije
Ajay Negi
Sher
jab bhii milte hai.n to jiine kii du.aa dete hai.n
jaane kis baat kii vo ham ko sazaa dete hai.n
Ajay Sahaab
Sher
pe.D ko apnaa hii saaya nahii.n miltaa logo
fasl apnii kabhii paate nahii.n bone vaale
Ajay Sahaab
Sher
aise sulag uThaa tirii yaado.n se dil miraa
jaise dhadhak uThe.n kahii.n jangal chiinaar ke
Ajay Sahaab
Sher
har aadmii ke qad se us kii qabaa ba.Dii hai
suuraj pahan ke nikle dhu.ndle charaaG yaaro
Ajay Sahaab
Sher
Ajay Sahaab
Sher
ek muddat se dhadhaktaa rahaa meraa ye zehn
tab kahii.n jaa ke farozaa.n hu.e lafzo.n ke charaaG