SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہم_خواب"
Sher MATCHES FOR "ہم_خواب"
Sher
kaho to kis tarah aave vahaa.n nii.nd
jahaa.n KHurshiid-ruu ho aa ke ham-KHvaab
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
tanhaa.ii se aatii nahii.n din raat mujhe nii.nd
yaa-rab miraa ham-KHvaab o ham-aaGosh kahaa.n hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
jamhuuriyat-navaaz bashar-dost amn-KHvaah
KHud ko jo KHud diye the vo alqaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Sher
Siraj Aurangabadi
Sher
ham ne har KHvaab ko ta.abiir ataa kii 'aslam'
varna mumkin thaa ki har naqsh adhuuraa hotaa
Aslam Ansari
Sher
Khawer Eijaz
Sher
kyaa zamaana thaa ki ham KHuub jachaa karte the
ab to maa.nge kii sii lagtii hai.n qabaa.e.n apnii
Mohsin Asrar
Sher
har KHvaab shikasta hai ta.amiir-e-nasheman kaa
har sub.h ke maathe par baazaar kii garmii hai
Afroz Alam
Sher
meraa har KHvaab to bas KHvaab hii jaisaa niklaa
kyaa kisii KHvaab kii ta.abiir bhii ho saktii hai
Farhat Nadeem Humayun
Sher
yahaa.n se chaaro.n taraf raaste nikalte hai.n
Thahar Thahar ke ham is KHvaab se nikalte hai.n
Idris Babar
Sher
Azhar Naqvi
Sher
itnaa maanuus bhii hone kii zaruurat kyaa thii
kabhii is KHvaab se mumkin hai nikalnaa pa.D jaa.e
Zafar Iqbal
Sher
maa.ng me.n Taa.nkne aayaa thaa sitaare ko.ii
dil ko kyaa suujhii ki us KHvaab ko biimaar kiyaa
Kishwar Naheed
Sher
mujh se ye pyaas kaa sahraa nahii.n dekhaa jaataa
roz ab KHvaab me.n dariyaa nahii.n dekhaa jaataa