SEARCH RESULTS
Showing search results for "अच्छाई"
Sher MATCHES FOR "अच्छाई"
Sher
ham ko ma.aluum hai jannat kii haqiiqat lekin
dil ke KHush rakhne ko 'Gaalib' ye KHayaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
is baar milii hai jo natiije me.n buraa.ii
kaam aa.ii hai apnii ko.ii achchhaa.ii hamaare
Zafar Iqbal
Sher
tumhii ne kaun sii achchhaa.ii kii hai
chalo maanaa ki mai.n achchhaa nahii.n thaa
Amjad Islam Amjad
Sher
shukriyaa tum ne bujhaayaa mirii hastii kaa charaaG
tum sazaa-vaar nahii.n tum ne to achchhaa.ii kii
Afeef Siraj
Sher
Manzar Suhai
Sher
Anwar Shuoor
Sher
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
use ik KHuub-suurat mo.D de kar chho.Dnaa achchhaa
Sahir Ludhianvi
Sher
un ke dekhe se jo aa jaatii hai mu.nh par raunaq
vo samajhte hai.n ki biimaar kaa haal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Sher
Ahmad Faraz
Sher
Asrarul Haq Majaz
Sher
achchhaa hai dil ke saath rahe paasbaan-e-aql
lekin kabhii kabhii ise tanhaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Sher
Javed Akhtar
Sher
Jaleel Manikpuri
Sher
Qateel Shifai
Sher
Javed Akhtar
Sher
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa