SEARCH RESULTS
Showing search results for "अज़िय्यत"
Sher MATCHES FOR "अज़िय्यत"
Sher
ek hii shahr me.n rahnaa hai magar milnaa nahii.n
dekhte hai.n ye aziyyat bhii gavaara kar ke
Aitbar Sajid
Sher
tujh se ab aur mohabbat nahii.n kii jaa saktii
KHud ko itnii bhii aziyyat nahii.n dii jaa saktii
Noshi Gilani
Sher
kaun sii aisii KHushii hai jo milii ho ek baar
aur taa-umr hame.n jis ne aziyyat nahii.n dii
Farhat Ehsas
Sher
'talab' ba.Dii hii aziyyat kaa kaam hotaa hai
bikharte TuuTte rishto.n kaa bojh Dhonaa bhii
Khurshid Talab
Sher
ab dil bhii dukhaa.o to aziyyat nahii.n hotii
hairat hai kisii baat pe hairat nahii.n hotii
Akram Mahmud
Sher
mujh ko bhii jaagne kii aziyyat se de najaat
ai raat ab to ghar ke dar-o-baam so ga.e
Azhar Inayati
Sher
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
ajab Thahraa.o paidaa ho rahaa hai roz o shab me.n
mirii vahshat ko.ii taaza aziyyat chaahtii hai
Ahmad Ashfaq
Sher
mai.n ne ha.nsne kii aziyyat jhel lii royaa nahii.n
ye saliiqa bhii ko.ii aasaan jiine kaa na thaa
Siddique Mujibi
Sher
shikva na baKHt se hai ne aasmaa.n se mujh ko
pahu.nchii jo kuchh aziyyat apne gumaa.n se mujh ko
Qayem Chaandpuri
Sher
na jaane kitnii aziyyat se KHud guzartaa hai
ye zaKHm tab kahii.n jaa kar nishaa.n banaataa hai
Khushbir Singh Shaad
Sher
Karamat Ali Karamat
Sher
kam nahii.n hai ye aziyyat ki abhii zinda huu.n
ab mire sar pe ko.ii aur balaa kyuu.n aa.e
Shahzad Ahmad
Sher
ik aziyyat hai to lazzat bhii tire dard me.n hai
be-sukuunii me.n bhii aaraam bahut aataa hai
Bushra Farrukh
Sher
sunaa hai mai.n ne aziyyat maza bhii detii hai
sunaa hai dil kii KHalish me.n sakuu.n bhii hotaa hai
Bilal Ahmad
Sher
KHvaab bikhre.nge to ham ko bhii bikharnaa hogaa
shab kii ik ek aziyyat se guzarnaa hogaa
Anwar Minai
Sher
go ek aziyyat hai tiraa rang-e-taGaaful
ye rang kisii aur pe sajtaa bhii nahii.n KHair