SEARCH RESULTS
Showing search results for "अनल-हक़"
Sher MATCHES FOR "अनल-हक़"
Sher
thaa anal-haq lab-e-mansuur pe kyaa aap se aap
thaa jo parde me.n chhupaa bol uThaa aap se aap
Sahir Dehlavi
Sher
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
agar tumhaarii anaa hii kaa hai savaal to phir
chalo mai.n haath ba.Dhaataa huu.n dostii ke liye
Ahmad Faraz
Sher
mohabbat ek paakiiza amal hai is liye shaayad
simaT kar sharm saarii ek bose me.n chalii aa.ii
Munawwar Rana
Sher
haqiiqate.n to aTal hai.n badal nahii.n saktii.n
magar kisii kii tasallii se hausla hu.aa hai
Khalida Uzma
Sher
aql har baar dikhaatii thii jale haath apne
dil ne har baar kahaa aag paraa.ii le le
Ahmad Faraz
Sher
vo jo ik shor saa barpaa hai amal hai meraa
ye jo tanhaa.ii barastii hai sazaa merii hai
Farhat Ehsas
Sher
phuul hai jo kitaab me.n asl hai ki KHvaab hai
us ne is iztiraab me.n kuchh na pa.Dhaa likhaa to phir
Idris Babar
Sher
ka.abe kii to kyaa asl hai us kuuche se aage
jannat ho to jaa.e na gunahgaar tumhaaraa
Lala Madhav Ram Jauhar
Sher
naa-ahl ham hai.n varna saraapaa me.n yaar ke
vo uzv kaun saa hai ki ishq-aafrii.n nahii.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
Asghar Gondvi
Sher
vo bharii bazm me.n kahtii hai mujhe uncle-jii
diplomacy hai ye kaisii mirii ham-saa.ii kii
Zia-ul-Haq Qasmi
Sher
ye jo hai.n ahl-e-riyaa aaj faqiiro.n ke biich
kal gine.nge humaqaa un hii ko piiro.n ke biich
Taban Abdul Hai
Sher
apnii anaa kii aaj bhii taskiin ham ne kii
jii bhar ke us ke husn kii tauhiin ham ne kii
Iqbal Sajid
Sher
ham aise ahl-e-nazar ko subuut-e-haq ke liye
agar rasuul na hote to sub.h kaafii thii
Josh Malihabadi
Sher
ro.e.n na abhii ahl-e-nazar haal pe mere
honaa hai abhii mujh ko KHaraab aur ziyaada