SEARCH RESULTS
Showing search results for "आहंग-ए-नशात-आगीं"
Sher MATCHES FOR "आहंग-ए-नशात-आगीं"
Sher
Faiz Ahmad Faiz
Sher
ruk gayaa aa ke jahaa.n qaafila-e-ra.ng-o-nashaat
kuchh qadam aage zaraa ba.Dh ke makaa.n hai meraa
Aslam Mahmood
Sher
aah kartaa huu.n to aatii hai palaT kar ye sadaa
aashiqo.n ke vaaste baab-e-asar khultaa nahii.n
Sehr Ishqabadi
Sher
sohbat-e-vasl hai masduud hai.n dar haa.e hijaab
nahii.n maaluum ye kis aah se sharam aatii hai
Shad Lakhnavi
Sher
Firaq Gorakhpuri
Sher
aag paanii bhii kabhii ek hu.e dekhe hai.n
aatish-e-zabt lahuu me.n bhii nahii.n hal hogii
Asim nadeem Asi
Sher
ye kaun aag lagaane pe hai yahaa.n maamuur
ye kaun shahr ko maqtal banaane vaalaa hai
Khurshid Rabbani
Sher
Ahmad Hamdani
Sher
Qayem Chaandpuri
Sher
ye kiran kahii.n mire dil me.n aag lagaa na de
ye mu.aa.ina mujhe sarsarii nahii.n lag rahaa
Idris Babar
Sher
ye aag lagaa dii ki nahii.n anjum-o-aflaak
ye daaG pe hai daaG ye chhaale pe hai chhaalaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Sher
Ijtiba Rizvi
Sher
aag to chaaro.n hii jaanib thii par achchhaa ye hai
hosh-mandii se kisii chiiz ko jalne na diyaa
Ahmad Kamal Parwazi
Sher
Athar Nafees
Sher
lag rahii hai KHaana-e-dil ko hamaare aag haa.e
aur ham chaaro.n taraf phirte hai.n ghabraa.e hu.e
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
har ashk-e-surKH hai daamaan-e-shab me.n aag kaa phuul
baGair sham.a ke bhii jal rahe hai.n parvaane
Siraj Lakhnavi
Sher
sharar-e-naala-e-bulbul se lagii un me.n aag
jo shajar baaG me.n the phuulne phalne vaale