SEARCH RESULTS
Showing search results for "इन्हें"
Sher MATCHES FOR "इन्हें"
Sher
ye khule khule se gesuu inhe.n laakh tuu sa.nvaare
mire haath se sa.nvarte to kuchh aur baat hotii
Kaifi Wijdani
Sher
Haidar Ali Aatish
Sher
Bashir Badr
Sher
inhe.n to KHaak me.n milnaa hii thaa ki mere the
ye ashk kaun se uu.nche gharaane vaale the
Waseem Barelvi
Sher
ye aurato.n me.n tavaa.if to Dhuu.nD letii hai.n
tavaa.ifo.n me.n inhe.n aurte.n nahii.n miltii.n
Meena Naqvi
Sher
Abbas Qamar
Sher
Ibn e Insha
Sher
agle vaqto.n ke hai.n ye log inhe.n kuchh na kaho
jo mai o naGma ko andoh-rubaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Sher
saadaa samjho na inhe.n rahne do diivaa.n me.n 'amiir'
yahii ash.aar zabaano.n pe hai.n rahne vaale
Ameer Minai
Sher
bahut zaKHiim kitaabo.n se chun ke laayaa huu.n
inhe.n pa.Dho varaq-e-intiKHaab hai.n mire dost
Liyaqat Ali Aasim
Sher
Mubarak Azimabadi
Sher
ye log saa.ns bhii lete hai.n zinda bhii hai.n magar
har aan jaise inhe.n roktii hai ye duniyaa
Mahboob Khizan
Sher
Saleem Ahmed
Sher
Umair Manzar
Sher
Nooh Narvi
Sher
mai.n ye aa.nkhe.n bhii tirii nazr to kar duu.n lekin
terii tasviir inhe.n dekhtii rahtii hai bahut
Ameen Tirmizi
Sher
churaa ke laa.e hai.n kuchh log lafz ke motii
inhe.n vo bech rahe hai.n dukaa.n dukaa.n ho kar