SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़दम-बोसी"
Sher MATCHES FOR "क़दम-बोसी"
Sher
ik miraa sar ki qadam-bosii kii hasrat is ko
ik tirii zulf ki qadmo.n se lagii rahtii hai
Mubarak Azimabadi
Sher
aa kar tirii galii me.n qadam-bosii ke liye
phir aasmaa.n kii bhuul gayaa raah aaftaab
Shaikh Zahuruddin Hatim
Sher
Akhlaq Ahmad Ahan
Sher
muddat se ishtiyaaq hai bos-o-kanaar kaa
gar hukm ho shuruu.a kare apnaa kaam hirs
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
ek bosa mirii tanKHvaah mile na mile
aarzuu hai ki na qadmo.n se ye naukar chhuuTe
Imdad Ali Bahr
Sher
Thahr jaa.o bose lene do na to.Do silsila
ek ko kyaa vaasta hai duusre ke kaam se
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
ho gayaa band dar-e-mai-kadaa kyaa qahr hu.aa
shauq-e-paa-bos-e-hasiinaa.n jo tujhe thaa ai dil
Ameer Minai
Sher
Bhartendu Harishchandra
Sher
qand-lab kaa un ke bosa be-takalluf le liyaa
gaaliyaa.n khaa.ii.n balaa se mu.nh to miiThaa ho gayaa